
Cricket
Irfan Pathan Ka Arshdeep Aur Siraj Par Bada Statement
Irfan Pathan ne kaha hai ki India ko 2027 ODI World Cup ke liye ya toh Mohammed Siraj ya Arshdeep Singh ko chunna chahiye. Unka kehna hai ki Arshdeep ka left-arm angle thoda zyada challenging hoga batsmen ke liye.
Pathan ne bola, "Main Arshdeep ya Siraj mein se ek ko chununga." Unhone Anshul Kamboj ka bhi zikr kiya, jo agar achha kare, toh selectors ko sochna padega.

