Sourav Ganguly ne kaha hai ki 15 saal ke Vaibhav Suryavanshi se zyada ummeed mat rakho. IPL 2026 mein 776 runs karke sabko chakkar mein daal diya, lekin naye maidan mein challenges ka samna karna hai. Thoda time do, talent hai toh chamkega hi! Team India ka tour Ireland se shuru hoga 26 June ko.

Cricket

