FanzizFanziz
App
Aakash Chopra Ka IPL Expansion Par Kya Kaha

Cricket

Chillao SirChillao Sir

Aakash Chopra Ka IPL Expansion Par Kya Kaha

Aakash Chopra ne kaha hai ki IPL mein do naye teams ka addition samajh nahi aata! Abhi toh 10 teams bhi ek dusre se ghar aur bahar nahi khel pa rahi hain. BCCI ka plan hai 2028 se 12 teams ka, lekin kya IPL iske liye tayyar hai? Agar sirf ek baar ka tournament hai, toh yeh bilkul bekaar hai! Kya hum RCB ko sirf ek baar CSK ya MI se khelte dekhna chahte hain? Mujhe jawab chahiye!

|