
Cricket
IPL 2026: KKR ka flop show, SRH ne maara dhamaka!
Kolkata Knight Riders, kya yeh acceptable hai? Do baar haar gaye! Sunrisers Hyderabad ne KKR ko 65 runs se dhoya, Eden Gardens mein! Harsh Dubey ne chamak dikhayi, lekin Ajinkya Rahane, aapka kya? Kya aap sirf press conference karne aaye ho? Aur Travis Head ki batting ne toh KKR ko pressure mein daal diya! Mujhe jawab chahiye!

