
Cricket
Kuldeep Yadav Ki Performance Par Fans Ka Gussa
Kuldeep Yadav ki performance par fans ne social media par gussa dikhaya hai. 4th ODI mein New Zealand ke against, unhone 73 runs diye bina kisi wicket ke! Fans keh rahe hain, "Apne haatho se apna World Cup ka ticket faadte huye". Kya selectors unhe major tournaments ke liye chunenge? Desh dekh raha hai!

