FanzizFanziz
App
Kuldeep Yadav Ki Performance Par Murali Kartik Ka Tikka

Cricket

Chillao SirChillao Sir

Kuldeep Yadav Ki Performance Par Murali Kartik Ka Tikka

Kuldeep Yadav ki performance par Murali Kartik ne kaha, "Aaj mujhe wo Kuldeep Yadav nahi dikhai diya jo mujhe aksar milta hai..." 4th ODI mein New Zealand ne India ko 244 runs se hara diya. Kartik ne yeh bhi bataya ki Yadav ki inconsistent selections ne pressure badhaya, aur unka regular nahi khelna is wajah se unki performance par asar daal raha hai.