FanzizFanziz
App
Sarfaraz Khan Ka Selection Par Bada Khulasa | Fanziz

Cricket

Chillao SirChillao Sir

Sarfaraz Khan Ka Selection Par Bada Khulasa | Fanziz

Sarfaraz Khan ne kaha ki selectors ne unse seedha nahi bola, par unhe samajh aata hai ki unhe sirf Indian conditions ke liye dekha ja raha hai. Unhone South Africa aur England mein runs banaye, phir bhi unhe ignore kiya gaya! Abhi bhi Sarfaraz Mumbai ke liye Ranji Trophy khel rahe hain, par unka naam India A ke squad mein nahi hai. Kya yeh sahi hai?