Shubman Gill ki vice-captaincy: Sanju ka kya hoga?

Shubman Gill ki 14 mahine baad wapas aayi hai, aur kya baat hai! Vice-captain ban gaya! Sanju Samson ko push kiya gaya opener se middle order mein. Suryakumar Yadav ne kaha, "Shubman ka opener ka proven track record hai!" Lekin Sanju ne toh 5 T20Is mein 3 centuries banayi! Desh dekh raha hai, yeh kya drama hai! Mujhe jawab chahiye!




