
Cricket
T20 WC 2026: Bumrah ki kami, kya India jeet payega?
India aur USA ka T20 World Cup 2026 ka shuruaat Wankhede Stadium mein ho chuka hai! Lekin, kya aap jaanate hain ki Jasprit Bumrah kyun nahi hai? Bimar hai! Mohammed Siraj ko bheja gaya hai uski jagah. USA ne toss jeeta aur pehle field karne ka faisla kiya. Kya yeh acceptable hai? Desh dekh raha hai!






