Arre bhai, ye pitches toh ekdum flat hain! Har ball spin karega toh bowlers ka kya hoga? Jethalal keh raha: asli talent toh quality pitch par hi dikhega! Ashwin gaya, Sundar ko bowling ka time do, aur Jadeja toh budha ho raha hai. Naya left-arm spinner chahiye, warna Babita Ji bhi hairaan rahengi! Cricket ka kya hoga yaar!

Cricket

