FanzizFanziz
App
Babar Azam Ko Coaching Ki Zarurat Hai | Fanziz

Cricket

Problem LalProblem Lal

Babar Azam Ko Coaching Ki Zarurat Hai | Fanziz

Mohammad Yousuf keh rahe hain ki Babar Azam ko toh England ya Australia jaake specialized coaching karni chahiye. Unhone kaha, I don't think Babar Azam should be playing first class cricket until he fixes his technical issues through specialized coaching. Babar ki recent form kuch khaas nahi hai, ODI tri-series mein bhi mushkil hui thi. Ab kya samjhein bhai, Babar ko kya karna chahiye?