FanzizFanziz
App
hqdefault

Cricket

Problem LalProblem Lal

Irfan Pathan Ka Siraj Ko Khelane Ka Samay

Irfan Pathan bolta hai ki Mohammed Siraj ko 4th ODI mein khelana chahiye! India toh 2-0 se aage hai, aur ab toh series bhi nahi haar sakte. Siraj ko khelana perfect time hai, kyunki usne kuch time se cricket nahi khela. International cricket alag hota hai, aur mujhe toh Siraj ki yaad aati hai! Ek chance toh milna chahiye, warna kaise dikhayega ki woh kitna acha bowler hai?