
Cricket
Kris Srikkanth Ka Punjab Kings Trade Par Kya Kaha
Kris Srikkanth ne kaha hai ki Punjab Kings ka trade badiya hai! Hardik Pandya Punjab ja rahe hain aur Arshdeep Mumbai aa rahe hain. Srikkanth ne Suryansh Shedge par bola, 'Yeh toh samajh nahi aata ki yeh India ke liye kaise khel gaya!' Hardik captain nahi ban sakta, Shreyas Iyer hi captain hai, warna sab ulat-pulat ho jayega!

