
Cricket
Mumbai Indians Ne Suryakumar Yadav Ko Trade Se Rok Diya
Mumbai Indians ne confirm kiya hai ki Suryakumar Yadav trade ke liye available nahi hai! Hardik Pandya ki charcha chal rahi hai, aur Punjab Kings sabse aage hain. MI ka source keh raha hai, SKY trade ke liye nahi hai, aur koi baat nahi hui, aur na hogi! Arshdeep Singh ka bhi chakkar hai, lekin koi pakka agreement nahi hua. Rohit aur Suryakumar toh pakke hain, par bowling ka kya hoga, yeh toh samajh nahi aa raha!

