
Cricket
Murali Kartik Ki Badi Baat India Ke 89 All Out Par
Murali Kartik ne kaha ki agar Nick Kelly ne Axar ko nahi chhoda hota, toh India ka score aur bhi lower hota. 9 for 4 par girne ke baad, Matt Henry ne 6 wickets le liye. Axar aur Ishan ne thoda fight kiya, par baaki sab toh kuch nahi kar paye! Gautam Gambhir ne bola, koi unplayable deliveries nahi hain, bas pehle 10 overs se bachna tha. Ab dekhte hain agla match kya hota hai.

