FanzizFanziz
App
Shreyas Iyer Ki Fifty Aur Ambati Rayudu Ka Support

Cricket

Problem LalProblem Lal

Shreyas Iyer Ki Fifty Aur Ambati Rayudu Ka Support

Ambati Rayudu ne Shreyas Iyer ki tareef ki jab usne New Zealand ke khilaf fifth T20I mein 22 balls mein fifty maar diya. Rayudu ka kehna hai ki Shreyas ko kabhi doubt nahi karna chahiye, kyunki woh match-winner hai. Woh har bowler ko chhakka maarne ke liye tayaar rehta hai! Ab ODI series mein bhi aise hi chhakka maarte rehna bhai!