T20 World Cup 2026: Abhishek Sharma ki missing entry ka chakkar

Arre bhai, kya drama hai! India ka match hai Namibia se, aur Abhishek Sharma toh hospital mein hai! Kya stomach infection hai ya Babita Ji ka khana khaya? Jasprit Bumrah aa gaya hai, lekin toss toh haara hai! Suryakumar Yadav bola, 'Confidence rakho!' Aur Sanju Samson opening karega, dekhte hain kya hota hai! Cricket ya soap opera hai bhai?




