Vaibhav Suryavanshi ka zabardast six, kya dhamaka hai!

Arre bhai, kya dhamaka hai! Rajasthan Royals ka chota superstar Vaibhav Suryavanshi ne KKR ke Sunil Narine ko second ball pe aisa six maara ki sab log soch rahe hain, Babita Ji bhi dekh ke hairaan ho gayi! Eden Gardens mein 19 April ko, yeh chhota bacha 46 runs banake gaya, aur KKR ko toh dekhte reh gaye. Waah, kya baat hai, yaar!




