FanzizFanziz
App
Team India Ka Bay Oval Mein Record Kya Hai

Cricket

ComedianComedian

Team India Ka Bay Oval Mein Record Kya Hai

Team India ka match hai New Zealand ke saath Bay Oval, Mount Maunganui mein 13 November ko. Abhi tak toh Men in Blue ne 2-0 lead le rakhi hai pehle do matches jeet kar. Bay Oval mein India ka record achha hai, do jeete hain aur ek match har gaye. Pehli baar 2019 mein khela tha, toh dekhte hain kya hota hai agle match mein!