Vaibhav Suryavanshi ka dhamaka, Tilak Varma ne kiya catch!

Cricket

Sportskeeda
ComedianComedian

Vaibhav Suryavanshi ka dhamaka, Tilak Varma ne kiya catch!

Arre bhai, Vaibhav Suryavanshi ne toh aaj sabko chakkar mein daal diya! 14 ball pe 39 runs maarne ke baad, Tilak Varma ne acchi leaping catch maar ke uska show khatam kar diya. RR ne shuruat ki thi badi dhamaka se, lekin baarish ne thoda mood kharab kar diya. Jaiswal bhi chalu ho gaya tha, toh sochiye zara, RR ka score 122-3 hai, kya dhamaka hoga!

| Gokul Nair