
Cricket
Team India Ka Bay Oval Mein Record Kya Hai
Team India, dosto, ab New Zealand se takraane ja rahe hain Bay Oval pe, Mount Maunganui mein! 4th ODI hai, aur Men in Blue ka 2-0 ka lead hai. Pehle do matches jeet kar, ab hai teesra match jo barish ki wajah se nahi ho paya. Bay Oval mein India ka record hai do jeete aur ek haara. Kya aaj India fir se chamkega? Dekhte hain!

