Mumbai ki baarish ne sabko paani paani kar diya, lekin Amitabh Bachchan ne Jalsa par fans se milne ka mauka nahi chhoda! Unhone apne blog par sabhi ka shukriya ada kiya aur safety ka message diya, kyunki baarish ka maamla serious hai. Agle project mein Prabhas aur Kamal Haasan ke saath dikhne ka intezaar hai!

Entertainment

