Jr NTR aur Trivikram ki film abhi se controversy ka shor macha rahi hai! Politician Seeman ne kaha hai ki agar film mein Lord Murugan ko North se dikhaya gaya, toh Tamil Nadu mein badi muskil ho sakti hai. Producer Naga Vamsi ki announcement ne social media pe gussa bhadka diya hai, aur Seeman ne warning di hai ki agar kahani nahi badli, toh film ko ban karne ka kehna padega.

Entertainment

