Aaj ka episode Yeh Rishta Kya Kehlata Hai mein Abhira aur Armaan ne Maira ka birthday celebrate kiya, jahan Maira ne pucha kyun uska birthday pehle mana rahe hain. Abhira ne emotional moment mein bataya ki wo missed birthdays ka guilt door karna chahti hai, jabki Krish ne Abhira ke hidden plans ka pata lagane ki koshish ki, aur family Maira ka birthday party plan kar rahi thi.

Entertainment

