Palash aur Natasa ka video aur Mandhana ki shaadi ka hungama

Smriti aur Palaash ki shaadi ka plan thoda delay ho gaya jab Smriti ke papa ko hospital jaana pada. Iske baad, Reddit par kuch chat screenshots ne halla macha diya, jisme Palaash ka Natasa ke saath ek purana video bhi viral ho gaya. Video mein dono DJ Waley Babu ka maza le rahe hain. Ab sab log is drama ka analysis kar rahe hain, bas wait kar rahe hain ki kya hoga next!




