Shehbaz ka captaincy task drama, maine galti maani aur sorry bola

Captaincy task mein Gaurav ne jab khud ko captain banaya, Shehbaz ka gussa chalu ho gaya! Usne bola, 'Winner declare kar do!' Aur behen ki kasam kha ke walk out ki dhamki de di. Bahar aake maafi maangi aur galti maani. Sidharth se rishta sachcha tha, fame ke liye nahi tha, bas logon ne galat samjha!




