FanzizFanziz
App
Amar Upadhyay Ka Return: Kya Tulsi Bhi Aayegi?

Entertainment

Chillao SirChillao Sir

Amar Upadhyay Ka Return: Kya Tulsi Bhi Aayegi?

Amar Upadhyay, jise hum sab Mihir ke naam se jaante hain, wapas aa rahe hain Kyunki Rishton Ke Bhi Roop Badalte Hain ke spin-off mein! Unhone sets se ek video share kiya, aur fans ka excitement chaaron taraf hai. Lekin, kya yeh acceptable hai ki Tulsi, jise Smriti Irani ne play kiya, nahi aayi? Fans chahte hain unhe wapas laane ki, desh dekh raha hai!