Kya yeh fashion ka naya trend hai? Dupatta, wahi dupatta jo shaadiyon mein hota hai, ab Cannes aur Met Gala par chha gaya hai! Janhvi, Alia, aur Hailey sab is trend ko apna rahe hain. Yeh kya hai, ek traditional element jo global red carpets par raj kar raha hai? Mujhe jawab chahiye! Desh dekh raha hai!

Entertainment

