
Entertainment
Gullu Ka Kanika Ke Liye Iqraar Bigg Boss 20 Par
Kushal Tanwar, yaani Gullu, ne Bigg Boss 20 mein Kanika Mann ke liye apne jazbat bayan kiye. Gullu ne kaha, "Bol na gungi hai kya? I love you thodi bol diya maine," aur Kanika ne jawab diya, "Par aise toh Gullu mujhe bhi tu pasand hai na!" Gullu ne clarify kiya, "Pasand hai, but jyada hone lagi hai ab," aur bola ki woh serious hai! Kya yeh sirf dosti hai ya kuch aur? Desh dekh raha hai!

