Anupama aur Ba ko pakad liya, Rahi ko sach pata chala

Arre bhai, kya drama hai! Anupama ghar aayi, dil toota, aur Pari ki job ka khushi mein gham chhupa. Actress ne galti se kisi aur ka naam le liya, ab Pari ka mood kharab. Ba aur Ansh pe blame, police aayi Anupama aur Ba ko pakadne. Rahi ko sach pata chala, Rajni Tai aayegi madad karne, sach to bahar aayega, samjha kya?




