
Entertainment
Varun Dhawan Ki Hawa Ki Chinta
Varun Dhawan ne Mumbai ki hawa ki chinta ki hai! Usne kaha, "Wish there was a way to have growth without screwing up our lungs (sic)." Aur Juhi Chawla bhi hairaan hai, usne bola, "Will someone please tell me what this strange burnt-fuel smell in the air is..??" Varun toh beach pe chhutti manane gaya tha, par water skiing mein thoda injury ho gaya. Kya zamana aa gaya hai!

