Arre bhai, ghar mein full drama hai! Madhav ne Vidya ko blame karke room share karna mana kar diya. Krish business mein busy hai, Tanya ko office mein rakhne ki koshish kar raha hai. Armaan aur Abhira secret anniversary plan kar rahe hain, par Vidya ka faint hona sabko confuse kar diya. Abhira sochti hai Dadi kuch drama kar rahi hai. Emotions aur comedy ki full dose!

Entertainment

