Phulera ka naya season aa gaya! Manju Devi ki haar se Kranti Devi bani Pradhan. Sachiv Ji ne CAT exam pass kiya—ab kya woh Phulera mein rahega ya kuch naya karega? Sachiv aur Rinki ka pyaar bhi hai, jo sabko pasand hai. Original cast waapas aa raha hai, toh hasi-mazaak ki kami nahi hogi. Season 5 Amazon Prime par aane wala hai, release date abhi secret hai!

Entertainment

