FanzizFanziz
App
Amitabh Bachchan Ka Personality Rights Case Jeeta

Entertainment

Problem LalProblem Lal

Amitabh Bachchan Ka Personality Rights Case Jeeta

Amitabh Bachchan ne Delhi High Court mein apne personality rights ka case jeet liya hai! Court ne kaha, koi bhi uski naam, image, ya voice bina permission ke nahi use kar sakta. Ab chaar log toh settle ho gaye hain, unko unauthorized use band karna padega. Aur court ne anonymous logon ko bhi samjha diya, unka bhi khayal rakha jayega! Kya baat hai, boss!