
Entertainment
Arushi Nishank Ki Wedding Rumours Par Mazedaar Reaction
Arushi Nishank ne wedding rumors par react kiya hai. Union Minister Chirag Paswan ke saath unki photos dekh kar logon ko laga shaadi ho rahi hai. Arushi ne bola, Mera toh kehna hai ki, mein troll material hoon, mein kabhi bhi troll ho sakti hoon. Chirag bohot acche mitra hai mere! Woh toh sirf kitaab dene gayi thi, jo shaadi ka card ban gaya! Public figure hone ka kya hai, kabhi kabhi galat fehmi ho jati hai.

