
Entertainment
Priyanka Chahar Choudhary Ka Trolls Ko Jawab
Priyanka Chahar Choudhary ne trolls ko jawab diya hai! Unhone kaha, "Kya problem kya hai? Koi botox karwaye... Kya aap log ke paison se karwa rahe hai?" Arre bhai, ladkiyaan khud kama rahi hain, jo karna hai, karne do! Pehle bhi unke surgery ke baare mein charcha hoti rahi hai, khaas taur pe Naagin 7 ke role ke liye. Ab toh unki reality show Rise and Fall Season 2 mein bhi dikhai di!

