FanzizFanziz
App
Priyanka Chopra Ki Diwali Celebrations LA Mein

Entertainment

Problem LalProblem Lal

Priyanka Chopra Ki Diwali Celebrations LA Mein

Priyanka Chopra ne Diwali celebrate ki LA mein apne husband Nick Jonas aur daughter Malti ke saath! Instagram pe photos share ki, aur bola, Happy Diwali! Priyanka ne ek bhadiya burgundy-and-gold gown pehna, aur Nick ne cream-and-white kurta pehena. Malti bhi chhoti si white lehenga mein sundar lag rahi thi. Aur suno, unhone Dussehra aur Karwa Chauth bhi celebrate kiya, wah bhai wah!