Arre bhai, Ramayana ka trailer aa gaya hai! 4 minute ka dhamaka, Ranbir toh Ram ban gaya hai aur Yash ne Ravana ban ke sabko dar diya! Social media pe mixed reactions hai, kuch bol rahe hain blockbuster aur kuch keh rahe hain serial jaisa lag raha hai. Nitesh Tiwari ki film Diwali pe aayegi, Part 2 agle saal! Babita Ji, kya baat hai!

Entertainment

