
Entertainment
Anirudh Ravichander Aur Kavya Maran Ki Shaadi
Anirudh Ravichander aur Kavya Maran ki shaadi ho gayi hai Greece mein. Unhone social media par apni pehli wedding picture share ki, jisme Anirudh ne likha, My once in a lifetime, for a lifetime 11.11. Picture mein dono matching white outfits mein hain, aisa lag raha tha jaise koi fashion show chal raha ho! MK Stalin, Rajinikanth, aur MP Dhayanidhi Maran bhi guests the, kya scene hai yaar!

