Yeh Rishta Kya Kehlata Hai: Armaan Ki Drink Mein Kya Milaya?

Entertainment

ComedianComedian

Yeh Rishta Kya Kehlata Hai: Armaan Ki Drink Mein Kya Milaya?

Aaj ka episode shuru hota hai Abhira aur Armaan ke romantic scene se, jahan Armaan kehta hai, "Sone do mujhe, par tum bhi saath raho!" Phir Maira aa jaati hai, aur drama shuru! Party mein sab kuch mast hai, par ek ladki Armaan ke drink mein kuch milaa deti hai! Kya scene hai bhai! Abhira ko pata chalta hai ki Armaan khatre mein hai, toh sochiye zara… kya hoga agla twist!