
Entertainment
Salman Khan Ka Maatrubhumi Trailer: Memes Aur Reactions
Salman Khan ne Maatrubhumi: May War Rest in Peace ka trailer unveil kiya hai, jo 4 December ko release hoga. Unka dialogue hai, "Let's sort this shitt, bro! Peace out!" Yeh baat ek tense military scene mein hai, aur social media par memes ka bazaar garam ho gaya hai. Kuch log keh rahe hain, bhai retire ho jao, yeh kya hai, yaar?

