Zlatan Ibrahimovic ne bola hai ki Messi ne World Cup jeet kar GOAT debate ka darwaza band kar diya hai! Ronaldo ke paas ab bhi ek mauka hai, par kya yeh unka aakhri World Cup hoga? FIFA 2026 mein dono legends ka takkar sabko dekhna hai, kyunki yeh ho sakta hai unka aakhri mauka ek dusre se milne ka!

Soccer

