Arre bhai, Messi ne 3 goals maar diye, lekin Montiel ka kya? Yeh 29 saal ka washed guy kaise shuruat kar raha hai, samajh nahi aata! Offside track nahi kar raha, aur sab bol rahe hain, Molina ko kyu nahi laaye? Match ke beech mein, sab log keh rahe the, 'Montiel ko hatao!' Agle match mein, bhai kuch bhi kar lo, par yeh nahi chahiye! Haye Daya, kya karoon?

Soccer

