Michael Jackson ne apne rang ka badlaav dikhakar duniya ko vitiligo ke baare mein jagruk kiya. Har saal 25 June ko World Vitiligo Day manaya jaata hai, jahan awareness aur research ko badhawa diya jaata hai. Is saal ka theme hai ‘From stigma to strength’, jo logon ko is bimari se ladne ki taqat deta hai!

Health

