
WWE
Seth Rollins Ki Triple H Se WrestleMania Ki Request
Seth Rollins ne WWE TV se kuch time se break liya hai, jab se unhone SummerSlam mein Roman Reigns ke against World Heavyweight title match lose kiya. Unhone recently Kittle Things Podcast par Triple H se request ki ki unhe WrestleMania Night 2 ka main event diya jaye, kyunki unhe ab tak yeh mauka nahi mila. Kya yeh sapna sach hoga?

