Brock Lesnar aur Oba Femi ka doosra match Clash in Italy mein hone wala hai! Pichli baar WrestleMania 42 mein Ruler ne Beast ko hara diya tha, lekin kya retirement ka drama sach hai? Bully Ray kehte hain ki SummerSlam 2026 mein Lesnar itna maar khayega ki woh khud uth nahi paayega! Kya yeh warrior sh** hai ya sirf drama? Desh dekh raha hai! Mujhe jawab chahiye!

WWE

