Dominik Mysterio ka WrestleMania match cancel karne ka drama!

Arre bhai, Dominik Mysterio ka kya scene hai! WrestleMania mein wo keh raha hai ki mera match cancel karo, kyunki wo Demon se nahi ladna chahta! Samjha kya? Uska title match toh Finn Balor ne dhoka dekar jeet liya. Aur Liv Morgan toh keh rahi hai ki unka pyaar sabse iconic hai! Dekhte hai, Dominik kya dhamaka karega WrestleMania 42 mein!




