John Cena Ka WWE Future: Dhamaka Aane Wala Hai

WWE

Khopdi TodKhopdi Tod

John Cena Ka WWE Future: Dhamaka Aane Wala Hai

John Cena aa raha hai WWE ke shows mein! Survivor Series: WarGames ke liye 28 November ko Houston mein hoga, aur Brooklyn mein Raw pe bhi dikhne wala hai. Uske baad, NXT, SmackDown aur RAW mein bhi nazar aayega. 14 December ko John Cena Classic Disney World mein hai. Usne championship unveil kiya, bola, "Mera dil aur jaan is event mein hai!" Aur Cody Rhodes ko bhi invite kiya. Ab dekhte hain aur kaun aata hai!