
WWE
Becky Lynch Aur Seth Rollins Ne Naya Family Member Welcome Kiya
Becky Lynch aur Seth Rollins ne ek naya family member welcome kiya hai! Unka naya pet fish hai, naam hai Neal, jo Roux ne rakha. Pichle kuch dino mein unka dog aur cat chale gaye the, toh yeh thoda acha hai. Seth toh Saudi Arabia nahi gaye apne title defend karne, aur Becky bhi Women's Champion nahi ban payi. Kya woh RAW mein aayengi? Dekhte hain!

