hqdefault

WWE

Problem LalProblem Lal

CM Punk Ki Rematch Ki Demand Abhi Khatam Nahi Hui

Arre bhai, CM Punk abhi Kevin Owens se khatam nahi hua hai! SmackDown pe un dono ka No Holds Barred Match hua, jahan Punk ne GTS maar diya, par Owens ne steel chain se punch karke unhe knock out kar diya.

Ab Punk keh raha hai, "Main kisi human ham sandwich se har gaya, lekin mujhe rematch chahiye!" Yeh toh sirf shuruaat hai, ab dekhte hain kya hota hai unka rivalry ka agla chapter!